Ravi- “Inka Swasthya Bahut Achchha Hai, Kya Khate Hai?”
Nirmal- “Tamaatar.”
Ravi- ” Aur Pite Kya Hai?”
Nirmal- “Soda Water.”
Ravi- “Inke Haath Me Kya Hai?”
Nirmal- “Tharmomitar. ”
Ravi- “”Yaha To Sab Tar-Tar Hai.
Maine Kisi Ke Ghar Me Naukari Karne Ko Kaha Tha Taalab Me Nahi.”
Gopal- “Apke Ghar Me Aag Lag Gai Hai.”
Ravi- “Chinta Karne Ki Avshyakata Nahi Hai, Bimaa Hai.”
Gopal – “Lekin Apki Patni Andar Jal Rahi Hai.”
Ravi – “Koi Fikra Nahi Uska Bhi Bimaa Hai.”
Sharabi Ravi- “(Dusare Sharabi Se) Yaar, Mai Kal Bharat Ka Pradhanamantri Banunga.”
Dusra Sharabi- “Tu To Tab Banega Jab Mai Istifaa De Dunga.”
Ravi Ne Kuchh Sochkar Kaha- “Pitaji, Mai Tumhe Apni Baarat Me Nahi Le Jaunga.”
Pita Ne Aashchryachakit Hokar Kaha- “Kyo Bhai, Aisi Kya Baat Hai?”
Ravi Ne Kaha- “Aap Bhi Muje Apni Baarat Me Nahi Le Gaye The.”
Ravi Ko Uski Maa Ne Pita. To Ravi Bhaagakar Chaarpaai Ke Niche Chhip Gaya.
Uske Pitaji Ghar Aye Aur Puchha- “Ravi Beta Kaha Hai?”
Uski Maa Ne Hath Se Ishara Karte Hue Batayaa Ki Chaarpaai Ke Niche Chip Gaya.
Uske Pitaji Ghar Aye Aur Puchha- “Ravi Beta Kaha Hai ?”
Ravi Bola- “Pitaji,
Kya Apko Bhi Maa Ne Maara Hai Jo Yaha Chhipane Aa Rahe Ho?”
No comments:
Post a Comment