Friday, July 31, 2009

Love Shayari

Hume tumse Love hai
Please refuse na karna..
Ye zero watt ka hope bulb hai
Please ise fuse na karna!!!

Ek janaze ko dekh ek ladki muskraye,
Ek baba bola beti jawaan janaze ko dekh kar
Yu muskarya nahi karte, ladki boli
Wada kiya tha jab bhi milange muskarayenge.

Itna aitbaar to apni dhadkanon par bhi humne na kiya,
Jitna aapki baaton par karte hain,
Itna intezar to apni saanson ka bhi na kiya,
Jitna aapke milne ka karte hain…

Unhe chahana hamari kamzori hai,
Unse keh nahi pana hamari majburi hai,
Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko,
Kya pyaar ka izhaar karna zaruri hai.

No comments:

Post a Comment