Hum bhi hain wohi tum bhi ho wohi
Yeh apni apni kismat hai
Tum khail rahe ho khushiyon se
Hum doob gaye hain aahon main....
Koi na mila jis par duniya luta dete
sabne dhoka diya kis kis ko bhula dete
dil ka dard dil me dabaye rakha,
bayan kiya hota to mehfil ko rula dethe
Aaj bhi khade hai us chand k didaar me
Jo khoya he hajaro sitaro k pyar me
Kab najar ayega use jamin ka ye patthar
Jisne khai he thokar uske pyar me
Sir jhukaane ki aadat nahi hai,
Aansu bahane ki aadat nahi hai,
Hum kho gaye toh pichtaaogye bohat,
Hamari Lout k aane ki aadat nahi hai............
Kabhi badli hui takdir nazar ati hai
yado ki bas ek zanjir nazar ati hai
pade bhi to kya pade
yaar- mujhe mobile me bhi teri tasveer nazar ati hai
No comments:
Post a Comment